Get free delivery on order above Rs. 3000

Arq Gulab Dropper

Refreshing Eye Relief with Natural Rose Water

Rs 45.00

Rose Water Eye Dropper aankhon ke liye ek rahat aur taazgi bakhsh hal hai. Ye aankhon ki jalan, surkhi, aur thakan ko door karne mein madadgar hai. Arq-e-Gulab ki khushbu aur thandak aankhon ko sukoon faraham karti hai, aur isay rozana istemal karne se aankhon ki safai aur taazgi barqarar rehti hai. Ye natural formula hai jo aankhon ko narmi se aram deta hai aur kisi bhi qisam ke side effects se mehfooz rakhta hai.