Get free delivery on order above Rs. 3000

Hamdard Suduri

Hamdard Suduri is a Decongestant, Cough Suppressant, Non-Sedative, Dual Action Unani Herbal Supplement. Provides prompt relief in Dry & Chronic cough.

Rs 160.00

Suduri khaansi aur phephron ki congestion ke liye ek khaas ilaj hai. Ye decongestant, cough suppressant aur dual action ke sath aata hai. Ye khushk aur purani khaansi mein foran aram faraham karta hai. Ye aam zukam ya hawa mein mojood irritants se mutaliq khaansi ko foran door karta hai. Phephron ke ilaqe ki balgham ko hal karne aur expectorant ke tor par kaam karta hai. Purani khaansi ko door karta hai. Balgham nikalne mein madadgar hai. Catarrh, bronchitis mein mufeed hai. Zukam aur khaansi, asthma, awaaz ki bhari pan aur hichki ko door karta hai. Ye khaansi mein expectorant ke tor par istemal hone wala taqatwar anti-inflammatory aur anti-allergic hai. Khaansi aur asthma mein mufeed hai. Awaaz ki bhari pan ke liye mashhoor hai.