Get free delivery on order above Rs. 3000

Jar Pan | Kholanjan

It has many health benefits

Rs 150.00

Paan ke patay ko der tak chabane se dil o dimaag ko sukoon milta hai aur yun zehni tanav kam karne mein madad milti hai. Iski wajah yeh hai ke paan mein phenolic murakkabat hote hain jo badan mein jaakar mizaj ko behtar banate hain. Agar ziyaabitus ke mareez subah nehaar munh sirf paan ka patta khayein to is se ziyaabitus qaboo mein karne mein bhi madad mil sakti hai. Paan jadh riha ko kharij karti hai aur qabz ko door karti hai, iski ek khasiyat yeh bhi hai ke yeh maida ke ratuubat ko jazb karti hai aur khana jald hazm karne mein madad deti hai. Iske istemal se nizaam-e-hazma behtar hota hai.