
Phool Makhana | Fox Nuts
Phool makhanay ki taseer garam hoti hai aur zyada tar ye panjeeri mai daali jati hai.
Rs 400.00
Phool makhanay k fawaid bohat hi zyada hain. Ye jismani kafi beemariyon mai fayda mand hai, jesa k kamar dard, joron, aur pathon ka kinchao wagaira. Is ko kisi nuskhay mai mila kar ya roast kar k bhi khaya ja sakta hai.
